Monday 29 September 2014

Subho saradiyar preeti o suvechha...

Jhil mile akash aaj
Sada meghe bhora
Kolom dowate dubiye
Notun golpo lekha...

Debi pokher suchonate
Abar kore premer ghosona
Man abhimaner khela bhenge
Hathe hath rekhe poth chola...

Tukro tukro megh jure
Mon brishti bheja
Muchki muchki hese
Chokhe chokhe aari pata...

Dham kur kur dhaker awaj
Sonkho dhoni diye suru
Tomar amar jibon
Aj notun kore suru...

Fire dekha ekta bochor
Onek smriti bhora
Agami bochor subhor ashay
Agamonir bondona amar...

Subho saradiyar preeti o suvechha...

Tuesday 9 September 2014

Random Thoughts...

Tere aankhiyan se pyar barse
Dhadkan mein khwaishe...
Dil chahe baho mein lene ki
Par iqraar na hoti hai tujhse...


-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Dhadkan mein naye armaan
Khusiyon mein bahe gaya yeh maan...
Aye leke yeh hawayein pyaar ka pehgam
Begana woh saksh ne bajaya ek naye sargam...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

In khawabo ke parinde ko kaise pinjre mein kayed karu..
In lehroin ko kaise rok lu...
Rokna hai to rukawat rok le...
Aur khud teyerna sikh le...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Kahi arso se tu khayalon mein tha...
Barso baad woh chehra samne aya...
Umaang bhara is dil ne
Urta pataang ban gaya...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Mila tha koi ajnabi
Deewana banake chode...
Ruth ke mukar gaye hum
Phir bhi use na bhule...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Un alfazo mein kuch kashiyat nehi thi...
Tadapta tha to dil teri zubaan pe....
Yunhi tu kehti gayi...
Dhadkan tez... 
Teri hilti hui hothon ko chune ki soch mein main kho gaya tha....

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Suraj ki kirne mita diya raat ki andhera
Subah ki saugat hai yeh...
Aankhein khol ke dekh, yaara...
Puraani yaarana ki nayi suruwat hai yeh...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Mere dil ka tere dil se rishtaa purana hai...
Jaise surkh surkh aankhein kisi ki intezaar mein begana hai...
Pal bhar mein samne..pal bhar mein lapata
Ek gun gunate geet ki tarah
Jo jehaan mein aab bas gaya...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Kuch baatein ankahi si
Asaani se jubaan pe nehi aati...
Dil tham ke bolne se
Kale badaal
Baarish ke guzaarish le ke aati...

Kaisi hai yeh khusiyan...

Chanak chanak chan
Chanke payal...
Dhadak dhadak dil
Dhadke dhadkan...

Fudak fudak ke

Gata yeh maan...
Leher leher ke
Urta patang...

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo byaan na kar paya
Chune ki maan main
Chal para dhundta huye woh sitara...(x2)

Soch soch mein 

Duba hai tu...
Rang rang mein 
Khilti hai tu...

Har mausam ki geet hai tu

Pyaar ki reet hai tu
Nazrein hathne se bhi dil se hathti nehi tu
Zindegi bhulane wali nasha hai tu

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo yakeen na aya
Pyaar ki geet se
Yeh dil ko albela banaya...(x2)

Uchal uchal ke hasti hai tu

Zindegi ki umeed hai tu
Is kainaat mein anokha hai tu
Mohabbat ki manzil hai tu

Ruth ruth ke pyaar karti hai tu

Rula ke gale lagane wali hai tu
Bachhaein jaise adayein teri
Ek nayi zindegi ki suruwaat ki sapna hai tu

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo chupke se dil mein samaa gaya
Muskurate huye tu
Bana liya is dil mein chotisi aashiayna...(x2)

Chanak chanak chan

Chanke payal
Dhadak dhadak dil
Dhadke dhadkan

Fudak fudak ke

Gata yeh maan
Leher leher ke
Urta patang

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo byaan na kar paya
Chune ki maan main
Chal para dhundta huye woh sitara...

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo yakeen na aya
Pyaar ki geet se
Yeh dil ko albela banaya...
Muskurate huye tu
Bana liya is dil mein chotisi aashiayna...

Monday 4 August 2014

Galti se bhi kabhi alvida na kehna

Baatein hai kuch aisi
Jo jubaan se byaan na kar paya
Jazbat e hai kuch aisi
Jo aankhon pe dikha na paya
Chehre hai kuch aisi
Jise bhula na paya
Hasi hai kuch aisi
Jispe main khud hi loot gaya
Lamha hai kuch aisi
Jo aanshu rok na paya
Tamanna hai kuch aisi
Juda na hone ka
Mohabaat ki rishto se tujhe apna banana
Dooriyan hai kuch pal ki
Ise galat na samajhna
Galti se bhi kabhi
Alvida na kehna

Teri meri dil ki baat ki gawah hai yeh shaama

Teri meri dil ki baat ki gawah hai yeh shaama
Pal pal har pal ki gawah hai yeh shaama
Hothon pe labz nehi aankhon pe kahaani hai
Chahte huye bhi kehna pa raha hu...tu hi keh de yeh shama

Teri sharmili nayno ne chupa rahi hai dil ki baat
Bikhre huye zulfein ne roshan ki yeh raat
Ankahi hui yeh baatein kehna cha rahi hai teri aankhein
Chahte huye bhi kehna pa rahi hai...tu hi keh de yeh shama

Teri meri dil ki baat ki gawah hai yeh shaama
Nazrein utha ke dekhne ki lamha hai yeh shaama
Manzil e alag alag na jane mil pau ya nah...
Chahte huye bhi mil na pa raha hu...tu hi mila de yeh shaama

Intezaar ki lamha hia yeh shaama

Thursday 8 May 2014

Banda yeh na jiye tere bina

Rukhe sukhe jindegi mein
Teri nigahein chubti rahe
Lamha guzar jane se bhi
Tujhe bhula na paye .....(x2)

Banda yeh na jiye tere bina...
Lehron mein kashtiya dub jawaan
Bandaaaa...oho bandaaaa...
Bandaaaa...yeh bandaaaa...
Bandaaaa...
Banda yeh na jiye tere bina...
Lehron mein kashtiya dub jawaan

Teri gehre gehre nayno ne
Manzil e bhatak di
Teri chehre ki khudai ne 
Nazara badal di

Tu afsana
Tu ashiana
Teri adayeein pe marmite hum
Teri shaama mein
Ban ke reh gaya ek parwaana

Banda yeh na jiye tere bina...
Lehron mein kashtiya dub jawaan
Bandaaaa...oho bandaaaa...
Bandaaaa...yeh bandaaaa...
Bandaaaa...
Banda yeh na jiye tere bina...
Jiye to jiye...kaise jiye tere bina....
Bandaaa...

Teri kale kale zulfein
In fiza o mein lehrane lage
Teri makhmali hothon ko 
Dil khamoshi se chum liye

Tu afsana
Tu ashiana
Teri adayeein pe marmite hum
Teri shaama mein
Ban ke reh gaya ek parwaana

Bandaaaa...oho bandaaaa...yeh bandaaaa...
Bandaaaa...
Banda yeh na jiye tere bina
Lehron mein kashtiya dub jawaan
Jiye to jiye...kaise jiye tere bina....
Bandaaa...
Banda yeh na jiye tere bina
Lehron mein kashtiya dub jawaaaaan...

In pyaar ki lehron mein mujhhe duba de

In lamho ko yaadoin mein rakh de
Aisi bachpana dil mein rakh de
Chal nikal pare koi undekha manzil pe
Kho jaye to kya parwa...
Hum saath jo hai ek dusre ke

Jindegi ne bheja pehgam
Dil mein baje pyaar ki sargam
Na jane kaunsa tare chamake
Dil firse jhoom uthe
Ho na ho...
Maan gaya tujhe sali jindegi...

In pyaar ki lehron mein mujhhe duba de...
Mere dard tu bhula de....

Chaanchal hai yeh tu maan
Uski anchaal main chupa de meri jaan
Mubaraak ho mujhe naye jindegi
Umeed karta hu firse bane ek naye kahaani...

In lamho ko yaadoin mein rakh de
Aisi bachpana dil mein rakh de
Chal nikal pare koi undekha manzil pe
Kho jaye to kya parwa...
Hum saath jo hai ek dusre ke

In pyaar ki lehron mein mujhhe duba de...
Mere dard tu bhula de....

Dil ki dastoor hai yeh
Bahta pani ki tarah
Nibhaati hai pyaar shaan se
Zarurat pare...
Luta dunga imaan tujh pe

Yeh hawayein hai mehek bhari
Dil mein ek chyan ayi
Rab ki barkaat se mili hai tu
Tujhe bhulane ki koi iraada nahin...
Mit jaye to kya parwa...
Hum saath jo hai ek dusre ke..

In pyaar ki lehron mein mujhhe duba de...
Mere dard tu bhula de....

Saturday 22 February 2014

I'm a vagabond

Bhabnar ana gona
Din khon jay na gona
Dewal ghorir tik tik..
tik (pause)..tik (pause)....

Janalar kori kathe
Bheja kak bose ache
Bristi pore tip tip...
tip (pause)..tip (pause)....

I see the nuances of life
Got rid of facade
I feel free without any bond...
I'm a vagabond...(x2)

Tram bus e hele dule
Aaj ofc late mere
Jome othe cha er adda
Sathe sutta...

Obantor prosno gulo
Eke eke hariye geche
Jage ek notun koutuhol
Aar mon hoy uthol pathal...

I feel the music of life
I feel the burn to thrive
I feel free without any bond...
I'm a vagabond...(x2)

Bhabnar ana gona
Din khon jay na gona
Dewal ghorir tik tik..
tik (pause)..tik (pause)....

Janalar kori kathe
Bheja kak bose ache
Bristi pore tip tip...
tip (pause)..tip (pause)....

Somoy bodle geche
Maap kathi bhenge geche 
Sada kalo mise geche
Chawa pawa mite geche
Hiseb nikesh chuke geche
Jibon diyeche pari ochena pothe...

I have no regrets
I have no pain
I feel free without any bond...
I'm a vagabond...(x2)

Friday 3 January 2014

Tu aya bhawre...Mere gharme...Tu by birth hai anarkali

Teri ankhon mein bijli
Aur hothon pe "KISS ME"
Mathe pe bindya
Aur hathon pe kanganniya
Pairon mein ghungroo
Aur adayein mein hai noor

Tu aya bhawre
Mere gharme
Tu by birth hai anarkali

Teri jalwe pe sab fida
Teri thumke pe mar jawa
Isharo pe kaatil huye
Yeh dard-e-dil ishq se ghayaal huye
Ban gaye nasheli sab
Teri aankhon ko dekh ke

Tu aya bhawre
Mere gharme
Tu by birth hai anarkali

Duniya ghume gol gol
Jadoo hai teri har bol
Din mein tare dikhe
Sab saale majnu bane
Hosh ure
Ghar ab bar bane

Teri ishq ki do ghut
Macha diya saher mein loot
Noto ki baarish huye
Barbaadi cha gaye
Machaya ishq dhoom dhaam
Har jubaan pe tere naam

Tu aya bhawre
Mere gharme
Tu by birth hai anarkali

Teri ankhon mein bijli
Aur hothon pe kiss me
Mathe pe bindya
Aur hathon pe kanganniya
Pairon mein ghungroo
Aur adayein mein hai noor

Tu aya bhawre
Mere gharme
Tu by birth hai anarkali

Tu aya bhawre
Mere gharme
Tu by birth hai anarkali