Monday 4 August 2014

Galti se bhi kabhi alvida na kehna

Baatein hai kuch aisi
Jo jubaan se byaan na kar paya
Jazbat e hai kuch aisi
Jo aankhon pe dikha na paya
Chehre hai kuch aisi
Jise bhula na paya
Hasi hai kuch aisi
Jispe main khud hi loot gaya
Lamha hai kuch aisi
Jo aanshu rok na paya
Tamanna hai kuch aisi
Juda na hone ka
Mohabaat ki rishto se tujhe apna banana
Dooriyan hai kuch pal ki
Ise galat na samajhna
Galti se bhi kabhi
Alvida na kehna

No comments:

Post a Comment