Thursday 8 May 2014

Banda yeh na jiye tere bina

Rukhe sukhe jindegi mein
Teri nigahein chubti rahe
Lamha guzar jane se bhi
Tujhe bhula na paye .....(x2)

Banda yeh na jiye tere bina...
Lehron mein kashtiya dub jawaan
Bandaaaa...oho bandaaaa...
Bandaaaa...yeh bandaaaa...
Bandaaaa...
Banda yeh na jiye tere bina...
Lehron mein kashtiya dub jawaan

Teri gehre gehre nayno ne
Manzil e bhatak di
Teri chehre ki khudai ne 
Nazara badal di

Tu afsana
Tu ashiana
Teri adayeein pe marmite hum
Teri shaama mein
Ban ke reh gaya ek parwaana

Banda yeh na jiye tere bina...
Lehron mein kashtiya dub jawaan
Bandaaaa...oho bandaaaa...
Bandaaaa...yeh bandaaaa...
Bandaaaa...
Banda yeh na jiye tere bina...
Jiye to jiye...kaise jiye tere bina....
Bandaaa...

Teri kale kale zulfein
In fiza o mein lehrane lage
Teri makhmali hothon ko 
Dil khamoshi se chum liye

Tu afsana
Tu ashiana
Teri adayeein pe marmite hum
Teri shaama mein
Ban ke reh gaya ek parwaana

Bandaaaa...oho bandaaaa...yeh bandaaaa...
Bandaaaa...
Banda yeh na jiye tere bina
Lehron mein kashtiya dub jawaan
Jiye to jiye...kaise jiye tere bina....
Bandaaa...
Banda yeh na jiye tere bina
Lehron mein kashtiya dub jawaaaaan...

1 comment:

  1. Bohot khub.. par janab aap itna dard kahan chupate hai...Aapke shabdo se bohot kuch bayan ho raha hai...

    ReplyDelete