Thursday 2 May 2013

Tere aashiqui me fanaa hua dil

Tanhaa safar me...kho gaya manzil
Tere aashiqui me...fanaa hua dil


Mein ruk na gaya
Mein thak na gaya
Mein chalta raha
Karne ishq hasil


Tanhaa safar me...kho gaya manzil
Tere aashiqui me...fanaa hua dil


Teri mohabbat o ki boli chubti hai
Teri khuda mujhe rokta hai
Me kar lunga har museebat ka samna
Jab tak tu ho na jaye apna


Mehsoos nehi hoti ryat ki garmiya 
Jab mein sochu teri badan ke narmiya
Rok nehi pata saylaab
Jab sochta hu ter woh anokha aadaab


Agar adhura raha sapna
Phir bhi janle tu rahegi mera apna
Agar mit gaye tu
Mein na rakh payunga apne khafa pe kabu


Tanhaa safar me...kho gaya manzil
Tere aashiqui me...fanaa hua dil

No comments:

Post a Comment