Friday 20 September 2013

Teri naino ki alfaaz mein samajh na paya

Teri naino ki alfaaz mein samajh na paya
Teri ruthe huye dil ko kyun mana na paya

Piya tujhe samajh na paya
Yeh sangam ho na paya
Tujhse juda ho ke bhi
Tujhe bhula na paya...

Lambi saanso mein
Teri dhadkan mehsoos hota hai
Tanha raaton mein
Teri yaadein dil ko behlata hai

Bhaag te huye sapno ke peeche
Maine kho diya hai apna
Kho gaya tha manzil
Phir bhi tujhse jura tha yeh dil

Piya tujhe samajh na paya
Yeh sangam ho na paya
Tujhse juda ho ke bhi
Tujhe bhula na paya...

Teri naino ki alfaaz mein samajh na paya
Teri hothon ki nazakat mein bhula na paya

Teri bachhon jaise adayein
Kyun yadoon mein satati hai
Rishto ka tutne se
Ek ajeeb sa dard mehsoos hota hai

Dur kinaare pe dikhta hai mera sapna
Teher raha hai yeh banda
Halaton se lar ke
kya naseeb hoga mera apna?

Teri naino ki alfaaz mein samajh na paya
Teri ruthe huye dil ko mein mana na paya
Teri naino ki alfaaz mein samajh na paya
Teri hothon ki nazakat mein bhula na paya

Piya tujhe samajh na paya
Yeh sangam ho na paya
Tujhse juda ho ke bhi
Tujhe bhula na paya...

Piya tujhe samajh na paya
Tujhe samajh na paya...

No comments:

Post a Comment