Tuta is dil ko...karle thoda sa pyaar
Jhuta is ristey mein...dal de thoda sa saach
Mera badti hui dhadkan e chahta hai tujhe
Meri nami hui aankhein rota hai tere liye
Tu hi hai meri mohabbat...tu hi hai meri ibadat...
Lauta de mujhe puraani woh lamhe
Mita de kahi hui saare jhute
Teri badalti huyi adayein satati hai mujhe
teri ab ki iradein rulati hai mujhe
Tu hi hai khwaab mein...tu hi hai haqiqat mein...
Poem in the middle of the song (satire sense)
----------------------
Mera ishq aaj bebas hai
mera dil aaj khamosh hai
Haqiqat rulati hai to
Yaadein hasati hai
Yehi agar jindegi hai to
Salaame ishq hai
----------------------
Mein bhul na pa raha hu woh pal
Mein mar raha hu har pal
Tune kyun kiya aisa pyaar
jo bana diya dil ko lachhar
Tu hi meri khun hai...tu hi mera junoon hai...
this one is fucking good.
ReplyDelete