Monday, 29 September 2014

Subho saradiyar preeti o suvechha...

Jhil mile akash aaj
Sada meghe bhora
Kolom dowate dubiye
Notun golpo lekha...

Debi pokher suchonate
Abar kore premer ghosona
Man abhimaner khela bhenge
Hathe hath rekhe poth chola...

Tukro tukro megh jure
Mon brishti bheja
Muchki muchki hese
Chokhe chokhe aari pata...

Dham kur kur dhaker awaj
Sonkho dhoni diye suru
Tomar amar jibon
Aj notun kore suru...

Fire dekha ekta bochor
Onek smriti bhora
Agami bochor subhor ashay
Agamonir bondona amar...

Subho saradiyar preeti o suvechha...

Tuesday, 9 September 2014

Random Thoughts...

Tere aankhiyan se pyar barse
Dhadkan mein khwaishe...
Dil chahe baho mein lene ki
Par iqraar na hoti hai tujhse...


-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Dhadkan mein naye armaan
Khusiyon mein bahe gaya yeh maan...
Aye leke yeh hawayein pyaar ka pehgam
Begana woh saksh ne bajaya ek naye sargam...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

In khawabo ke parinde ko kaise pinjre mein kayed karu..
In lehroin ko kaise rok lu...
Rokna hai to rukawat rok le...
Aur khud teyerna sikh le...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Kahi arso se tu khayalon mein tha...
Barso baad woh chehra samne aya...
Umaang bhara is dil ne
Urta pataang ban gaya...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Mila tha koi ajnabi
Deewana banake chode...
Ruth ke mukar gaye hum
Phir bhi use na bhule...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Un alfazo mein kuch kashiyat nehi thi...
Tadapta tha to dil teri zubaan pe....
Yunhi tu kehti gayi...
Dhadkan tez... 
Teri hilti hui hothon ko chune ki soch mein main kho gaya tha....

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Suraj ki kirne mita diya raat ki andhera
Subah ki saugat hai yeh...
Aankhein khol ke dekh, yaara...
Puraani yaarana ki nayi suruwat hai yeh...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Mere dil ka tere dil se rishtaa purana hai...
Jaise surkh surkh aankhein kisi ki intezaar mein begana hai...
Pal bhar mein samne..pal bhar mein lapata
Ek gun gunate geet ki tarah
Jo jehaan mein aab bas gaya...

-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Kuch baatein ankahi si
Asaani se jubaan pe nehi aati...
Dil tham ke bolne se
Kale badaal
Baarish ke guzaarish le ke aati...

Kaisi hai yeh khusiyan...

Chanak chanak chan
Chanke payal...
Dhadak dhadak dil
Dhadke dhadkan...

Fudak fudak ke

Gata yeh maan...
Leher leher ke
Urta patang...

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo byaan na kar paya
Chune ki maan main
Chal para dhundta huye woh sitara...(x2)

Soch soch mein 

Duba hai tu...
Rang rang mein 
Khilti hai tu...

Har mausam ki geet hai tu

Pyaar ki reet hai tu
Nazrein hathne se bhi dil se hathti nehi tu
Zindegi bhulane wali nasha hai tu

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo yakeen na aya
Pyaar ki geet se
Yeh dil ko albela banaya...(x2)

Uchal uchal ke hasti hai tu

Zindegi ki umeed hai tu
Is kainaat mein anokha hai tu
Mohabbat ki manzil hai tu

Ruth ruth ke pyaar karti hai tu

Rula ke gale lagane wali hai tu
Bachhaein jaise adayein teri
Ek nayi zindegi ki suruwaat ki sapna hai tu

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo chupke se dil mein samaa gaya
Muskurate huye tu
Bana liya is dil mein chotisi aashiayna...(x2)

Chanak chanak chan

Chanke payal
Dhadak dhadak dil
Dhadke dhadkan

Fudak fudak ke

Gata yeh maan
Leher leher ke
Urta patang

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo byaan na kar paya
Chune ki maan main
Chal para dhundta huye woh sitara...

Kaisi hai yeh khusiyan...

Jo yakeen na aya
Pyaar ki geet se
Yeh dil ko albela banaya...
Muskurate huye tu
Bana liya is dil mein chotisi aashiayna...