Monday, 4 August 2014

Galti se bhi kabhi alvida na kehna

Baatein hai kuch aisi
Jo jubaan se byaan na kar paya
Jazbat e hai kuch aisi
Jo aankhon pe dikha na paya
Chehre hai kuch aisi
Jise bhula na paya
Hasi hai kuch aisi
Jispe main khud hi loot gaya
Lamha hai kuch aisi
Jo aanshu rok na paya
Tamanna hai kuch aisi
Juda na hone ka
Mohabaat ki rishto se tujhe apna banana
Dooriyan hai kuch pal ki
Ise galat na samajhna
Galti se bhi kabhi
Alvida na kehna

Teri meri dil ki baat ki gawah hai yeh shaama

Teri meri dil ki baat ki gawah hai yeh shaama
Pal pal har pal ki gawah hai yeh shaama
Hothon pe labz nehi aankhon pe kahaani hai
Chahte huye bhi kehna pa raha hu...tu hi keh de yeh shama

Teri sharmili nayno ne chupa rahi hai dil ki baat
Bikhre huye zulfein ne roshan ki yeh raat
Ankahi hui yeh baatein kehna cha rahi hai teri aankhein
Chahte huye bhi kehna pa rahi hai...tu hi keh de yeh shama

Teri meri dil ki baat ki gawah hai yeh shaama
Nazrein utha ke dekhne ki lamha hai yeh shaama
Manzil e alag alag na jane mil pau ya nah...
Chahte huye bhi mil na pa raha hu...tu hi mila de yeh shaama

Intezaar ki lamha hia yeh shaama